Days to Remember in Ramadhaan-ul- Mubarak

1st Ramadhaan: Birth Date of "Sheikh Abdul Qaadir Jilani Ghous-e-Azam" in Baghdad Shareef.
· 3rd Ramadhaan: Death anniversary of "Khatoon-e-Jannat Fatima Zahra" in Medina Munawwarah.
· 10th Ramadhaan: Death anniversary of "Hazrat Khadija- tul- Kubra ".
· 13th Ramadhaan: Death anniversary of "Hazrat Sirri Saqti" in Baghdad Shareef.
· 14th Ramadhaan: Death anniversary of "Hazrat Sayed Shah Ale Hamza Rehmatullahi tala aleh" in Mahrerah Shareef.
· 16th Ramadhaan: Death anniversary of "Hazrat Syed Shah Ale Muhammad Rehmatullahi tala aleh" in Mahrerah Shareef.
· 17th Ramadhaan: Death anniversary of "Sayyida Aisha Siddiqua" in Medina Munawwarah.
· 17th Ramadhaan: Shuhada -e-Badar.
· 21st Ramadhaan: Death anniversary (Shahadat) of "Hazrat Ali Murtuza" in Najf (Iraq).
· 21st Ramadhaan: Death anniversary of "Imam Ali bin Musa Raza" in Baghdad Shareef.
· 27th Ramadhaan: Expected Laylatul Qadr.

Ramadhan Ki Amad Hai
Rehmatein Barasane Wala Mahina Hai
Ao Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang Lein
Dar-e-Taurba Khula Hai Is Mahine Mein
Firdous Ki Khusboo Ati Hai
Woh Naseeb Wala Hai Jise Mile Firdous
Ao Aaj Hum Koshish Karein
Usse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi Nahin

Ibadatoon Ke Is Door Mein
Ao Maangein Sub Ke Liye Magfarat
Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye
Chalo Aaj Doosroon Ke Liye Maangein
Ramadhan Ki amad Ki Khusi Hai Bahut
Saath Hi Is Ke Jald Roohsat Ho Jaane Ka Ghum
khuda Kare Waqt Tham Jaein Us Waqt
Jab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par
Ramadhan Ke Roohsath Hone Se Pehle
Dar-e-Tauba Band Hone Se Pehle
Is Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar Lein
Jo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar Sake
Ramadhan Mubarak... Ramadhan Mubarak...
Ramadhan Mubarak... Ramadhan Mubarak...

0 comments:

Post a Comment