islamic sms

The way guided by Allah
If you will carry on the way guided by human, you will find a HOPELESS END. But if you will carry on the way guided by Allah, you will find an ENDLESS HOPE

Islam ka Sipahi
Aaj ki dua Aye Allah Mere WO tamam gunah maaf farma Jo meri duaon ki Qabuliat main Rukawat bante hain.

Farz and Sunnah of Namaz
what are the number of farz and sunnahs in a namaz. are the condition of namaz are farz?

NAMAZ IS BETTER THAN SLEEPING
AS SALATU KHAIRUR MINAN NAUM!NAMAZ ISS BETTER THAN SLEEPING

YAHUDI SAY'S
"jis din FAZAR ki NAMAAZ me MUSLIM KItadaat JUMME KI NAMAAZ K Barabar ho gayi,us din Hum khatam ho jayenge or DUNIYA par MUSLIM KA raaj hoga"PLZ SEND ALL MUSLIM

HADISH
SARKAR sallallahu alayka wasallam farmate hai: SABSE BURA AADMI wo hai jo APNI BIWI ko sataye.


Momin ke dil me jab taq laalach ya makhluq me se kisi ka khauf baaki hai tab taq uska imaan kaamil nahi ho sakta.. Farmaya GAUS E AAZAM REHMATULLAHE ALAYHE

SMS
Mein baron ki izzat is liye karta hun ke unki nekiyaan mujse zaida hen or choton se pyar is liye karta hun ke un ke gunah mujh se kam hen”

islamic msg:
logo:khana khakar bartan saaf kiya karo or ungliyan chaat liya kro tmhe malum ni konse luqme m barkat hi..(muslim)

islaam
sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba sarkar ki amad marhaba

0 comments:

Post a Comment